Kyo ki mujee to mam ka saat time spent karna tha taki ma apna impression accha bna sakoo to baat karte karte 10:00 baj gie to meri maa ko phone aya to mena keh dia ki ma dost ka yaha bath ka padh raha hu or phone kath ka mena mam ko kha ki ma chalt a hu to unhone be ok kia or ma aa gia or khana kha ka soo giaNext day 2 marchFir ma next day utha or thoda sa padh ka 11:00 baje maa ko keh dia ki ma tution padhne jaa raha hu or mam ka ghar chall gia or waha evening ka 5:00 baje tak raha or fir sher ma ghoomna lagafir ma raat ko 8:00baje ghar gia is beech kai baar meri ma aka phone aya or ma jhooth bolta raha fir mena ghar ja ka apne kamre ma j aka soo gia ti thodi der daad maa aai to mena keh dia hi ma aaj thak gia hu




















