Maine pucha kya hua kya bol raha thaw o to priya boli kuch nahi bas aise hi normal baate kar rahe the.Humlog kha rahe the phir humlogo ne drink v kiya humare colleague k sath but maine dekha nitin bar bar priya pe nazar de raha tha to mujhe acha nahi lage…Thodi der baad raat 12 baj gaye aur sab ek dusre ko wish karne lage aur music me humsab dance v kar rahe the to priya boli main washroom se arahi hu to phir 10 min bad wo wapas nahi ayi dekh k main v gaye us dhundne to wo washroom me mili nahi to maine dekha nitin k sath dance kar rahi thi to main gussa hogaya aur use kaha tum yaha kya kar rahi ho I was worried..To wo boli are “nitin sir ne kaha to main thoda baat kar rahi thi aur bas”…Main gussa hogaya aur wahase chala gaya..Wo samjhi nahi aur 2,3 min bad wo v agyi to maine kaha mujhe




















